Ashok kumar 的个人资料Ashok kumar's space照片日志列表更多 工具 帮助

Ashok kumar's space

arya Ashok kumar

尚未添加列表。
尚未添加列表。
7月10日

x

हम ये नही कहते

हम ये नही कहते दिल के बुरे हो तुम

पर दिल को दुखाते रहते हो तुम

वफा की तो उम्मीद नही है तुम से

पर फिर भी बेवफाई करते रहते हो तुम

एक दिन

दिल मे तुम्हारे अपनी कमी छोड जायेंगे

आंखो मे आंसूओ की नमी छोड जायेंगे

याद रखना मुझे ढुंढते फिरोगे एक दिन

जब हम ये दुनियाँ छोड जायेंगे

वो बेवफा

ज़िन्दगी युंही बीत रही थी

अचानक उनसे कदम रखा मेरे जहाँ मे

प्यार किया, प्यार जताया

दिल को धडकाया

उसके साथ हर लम्हा खूबसुरत लगता था

हर फिज़ा हसीन लगती थी

पता नही कब उसे प्यार हो गया

इकरार करना चाहा तो वो खफा हो गया

आंखो से दूर हो गया

मेरी चाहत को जान के भी मुझसे दूर हो गया

पता नही क्या था उसके दिल मे जानू ना

उसे दिल से भुलाना जानू ना

काश एक दिन वो वापस आ जाये

इस जहाँ को फिर से खूबसुरत कर जाये

ज़िन्दगी बीती है अब इसी इन्तेज़ार मे

एहसास-ए-जुदाई

हर कदम पर साथ तेरा होता तो कुछ और बात होती

बाहों मे तेरी गर मेरा वजूद होता तो कुछ और बात होती

गैरों को दे रहे थे वो भर भर के जाम दिल से

हमे नज़रों से ही पिलाते तो कुछ और बात होती

गिर गिर के संभल रही हूँ मैं राहे इश्क़ में

वो थाम लेते गर मेरा हाथ तो कुछ और बात होती

जाने क्यों  उसके साथ मेरा रिश्ता बे-नाम ही रहा

गर दे देते वो बे-नामी को कोई नाम तो कुछ और बात होती

ज़माने का हर सितम हंस हंस कर सहते हम गर

ऐसे मिल जाती उन्हे ज़रा सी खुशी तो कुछ और बात होती

गर ना होता कोई बे-वफा तेरी खुदाई मे

सब होते बा-वफा तो कुछ और बात होती

मौसम-ए-बहार होता हर तरफ

गर ना होता एहसास-ए-जुदाई तो कुछ और बात होती.

चाहने वालों ने मारे हैं

ज़िंदगी मे सिर्फ गम हमारे हैं

हर बाज़ी जीत के हारे हैं

ये जो मेरी झोली मे पत्थर हैं

सब मेरे चाहने वालों ने मारे हैं

 

7月7日

Khubsoorat

Mr.Kumar: khubsoorat hain wo lub

Jo pyari batein kertey hain

 

Khubsoorat hai wo muskurahat

Jo dosaroon ke chehroon per bhi muskan saja de

 

Khubsoorat hai wo dil

Jo kisi ke dard ko samjhey

Jo kisi ke dard mein tarpey

 

Khubsoorat hain wo jazbat

Jo kisi ka ehsaas karein

 

Khubsoorat hai wo ehsaas

Jo kisi ke dard ka madawa baney

 

Khubsoorat hain wo batein

Jo kisi ka dil na dukhaein

 

Khubsoorat hain wo ankhein

Jin mein pakezgi ho

Sharm o haya ho

 

Khubsoorat hain wo ansoo

Jo kisi ke dard ko

Mehsoos kerke beh jaein

 

 Khubsoorat hain wo hath

Jo kisi ko mushkil

Waqat mein tham lein

 

Khubsoorat hain wo qadam

Jo kisi ki madad ke liye

Aagey berhein !!!!!

 

Khubsooart hai wo sooch

Jo kisi ke liye acha soochey

 

Khubsoorat hai wo insan

Jis ko khuda ne banaye

Khubsoorat

 

 

3月31日

Ek Larki

EK LADKI THI DEEWANI SI.......... ......... ....
EK SUBJECT PE WO MARTI THI......... ......... ...
BOOKS UTHAKAR, CHASHMA LAGAKAR..... .........
LIBRARY SE GUZARTI THI......... ......... ........
KUCHH PADNA THA SHAYAD USKO........ .....
JAANE KISSE DARTI THI......... ......... .....
JAB BHI MILTI THI MUJHSE,..... ......... ....
MUJHSE POOCHHA KARTI THI......... .........
ENGG. KAISE HOTI HAI......... ......... ......
YE ENGG. KAISE HOTI HAI......... ......... ......... ..
AUR MEIN BAS ITNA KEH PATA THA......... ......... ..

"KITABEN KHULI HON YA HON BAND
PADHAI LAST NIGHT HI HOTI HAI
KAISE KAHOON MAIN O YAARA YE
ENGG. AISE HI HOTI HAI......
2月24日

mujhe sochne de

merii naakaam muhabbat kii kahaani mat chheR
apnii mayoos umaNgoN ka fasaanaa na sunaa
zindagii talKh sahii, zahar sahii, sitam* hi sahii
dard-o-aazaar sahii, jabr sahii, Gham hi sahii
lekin is dard-o-Gham-o-jabr kii vus’at ko to dekh
zulm kii chhaaNv meiN dam toRtii Khalqat ko to dekh
apnii mayoos umaNgoN ka fasaanaa na sunaa
merii naakaam muhabbat ki kahaanii mat chheR

jalsa-gaahoN meiN ye vahshat-zadah sahme aNboh
rahguzaaroN pe falaakat zadah logoN ke giroh
bhook aur pyaas se paz-murdah siyaah-faam zamiiN
teerah-o-taar makaaN, muflis-o-beemaar makeeN
nau’e-insaaN meiN ye sarmaayaa-o-mehnat ka tazaadd
aman-o-tahzeeb ke parcham tale qaumoN ka fasaad
har taraf aatish-o-aahan ka ye sailaab-e-azeem
nit naye tarz pe hoti huii duniyaa taqseem

lahlahaate hue khetoN pe javaani ka samaaN
aur dahqaan ke chhappaR meiN na battii na dhuaaN
ye falak-bos mileiN, dilkash-o-seemeeN baazaar
ye Ghalaazat ye jhapaT_te hue bhooke baazaar
door saahil pe vo shaffaaf makaanoN ki qataar
sarsaraate hue pardoN meiN simaT_te gulzaar
dar-o-deevaar pe anvaar ka sailaab ravaaN
jaise ik shaayar-e-madhosh ke KhwaaboN ka jahaaN

ye sabhii kyoN hai ye kyaa hai, mujhe kuchh sochne de
kaun insaaN ka Khudaa hai, mujhe kuchh sochne de
apni maayuus umangoN ka fasaanaa na sunaa
merii naakaam muhabbat ki kahaanii mat chheR

Friendship

Mile the mahino baad
wahin apne adde pe,Milne ki betabi thi,
Jahan se suru hui thi dosti hamari
Jahan Zindagi ko ak roshni mili thi


Milte hi suru ho gai.baato ki ladai
Na milne na touch rehne ki
Thoda roona dona hua
Phir aai baari gale lag muskarane ki


Yaad kiya kuch school k dino ko
woh mastiyan, who nadaniyan karna
Karma pareshan teachers ko
woh lunch time se pehle lunch karna


school ki khidkiyon se chalang marna
Lunch k baad canteen k chakker marna
Papu uncle k samose with katti chatni
Hindi ki class k wakt masti marna


Dheere dheer baato future ki tarf gai
Shaadi hogi bache honge, muskile hogi
Appne bacho ki dosti ak dusre se kara denge
Unke bahane hi sahi hamari mulakaat hogi


Apne bacho ko stylish banayenge
Apne bacho ko bhi dosti ka paat sikayege
Apni hi tarah sang hasne gaana
Aur muskil rasto pe saath chalna sikayege


Is tarah beeti hamari Friendship day ki shaam
Kuch yaad kuch masti , un pal ki yaad reh gai
Bahoot saari baatein karni abhi baaki thi
Laut chale sab apne ghar .. tab shaam… ho gai
 
第 1 张,共 9 张
Thanks for visiting!
请稍候...
很抱歉,您输入的评论太长。请缩短您的评论。
您没有输入任何内容,请重试。
很抱歉,我们当前无法添加您的评论。请稍后重试。
若要添加评论,需要您的家长授予您相应权限。请求权限
您的家长禁用了评论功能。
很抱歉,我们当前无法删除您的评论。请稍后重试。
您已超过了一天之内允许提供的评论数上限。请在 24 小时后重试。
因为我们的系统表明您可能在向其他用户提供垃圾评论,您的帐户已禁用了评论功能。如果您认为我们错误地禁用了您的帐户,请联系 Windows Live 支持部门
完成下面的安全检查,您提供评论的过程才能完成。
您在安全检查中键入的字符必须与图片或音频中的字符一致。
...marina发表:

hi ashok :)

thank you for your comments..you are very kind ..

that day my friends and me went to vacation..:) i've got a lot of pics ..totally when i take photo , i'm happy :) i don't know why :)

thank you for pray ..

how is everything with you ?

i hope all of the time everything will be ok with you my friend..

god willing..

blessing

marina:)

4 月 26 日
新陈代谢发表:
space is very nice,hehe,add you in my msn?
6 月 21 日
Nice profile
6 月 21 日
L.B.Ángel发表:
Hola.Un saludo desde España.Islas Canarias...Ángel
5 月 31 日
尚未添加列表。